Mon. Mar 9th, 2026
Singer : Taba Chake
lyrics  : Taba Chake
Music  : Taba Chake
Staring : Janeth Pingam , Mihir Ahuja
Song : Udd Chala

Kya kahoon tumko mein bata doon
Teri hothon ki yeh hasi jo
Kya yeh mujhse keh rahi
Teri baatein ankahi mein na jaanu

Teri aankhein jo keh rahi hai
Bin samjhe main samajh raha hoon
Kahani si yeh, kuchh suna rahi
Keh bhi toh do na jo kehti yeh nigahein

Mein udd chala mein kho gaya
Tujhe palko pe liye
Teri hasi sabse haseen
Dhadka diya yeh dil mera

Tu kahe toh chand tod laaung
Sari duniya ki khushi dila du
Hawayein mujhse keh rahi
Tum bhi suno na kya kehna yeh chahein

Mein udd chala mein kho gaya
Tujhe palko pe liye
Teri hasi sabse haseen
Dhadka diya yeh dil mera

Haath mera thaam le tu
Saath chal tu mere sang
Parchayi ban ja tu meri
Kuch bhi na hoon mein tere bin
Aao na aao na
Paas mere aao na
Na jao na, najao na
Door humse najao na..

Mein udd chala mein kho gaya
Tujhe palko pe liye
Teri hasi sabse haseen
Dhadka diya yeh dil mera

Mein udd chala mein kho gaya
Tujhe palko pe liye
Teri hasi sabse haseen
Dhadka diya yeh dil mera

Mein udd chala mein kho gaya
Tujhe palko pe liye
Teri hasi sabse haseen
Dhadka diya yeh dil mera

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *