Presenting the song “Nazaraa” featuring Mahira Sharma & Paras Chhabra. This latest song is sung by The Legendary Wadalis (Ustad Puran Chand Wadali & Lakhwinder, music by Aar Bee, Sufi Bhatt, and penned by Fida Batalvi (Late K. Sharanjit Singh). Enjoy and stay connected with us !!
| Singer : Lakhwinder Wadali | Puran Chand Wadali |
| lyrics : Fida Batalvi |
| Music :Tatay Produciendo |
| Staring : Lakhwinder Wadali, Puran Chand Wadali |
| Song : Nazara |
Agar Na Hota Ishq Majaazi
Yaar Kabhi Na Hota Raazi
Dekhte Reh Gaye Pandit Kaazi
Ishq Ki Le Gaye Aashiqbaazi
Mahiya Mahiya Mere Mahiya Mahiya Mere Mahiya
Mahiya Mahiya Mere Mahiya Mahiya Mere Mahiya
Mahiya Mahiya Mere Mahiya Mahiya Mere Mahiya
Jab Dekha Maine Yaar Ka Nazara, Aa!
Jab Dekha Maine Yaar Ka Nazara
Yaar Wichon Rab Diseya, Oh Rab Diseya
Yaar Wichon Rab Diseya.
Karun Sajde Hazaar Tujhe Yaara
Karun Sajde Hazaar Tujhe Yaara
Yaar Wichon Rab Diseya, Oh Rab Diseya
Yaar Wichon Rab Diseya.
Rabb Dekha Nai Dekha Maine Yaar Ko,
Ho Rabb Dekha Nai Dekha Maine Yaar Ko,
Sach Kehti Hoon Sare Sansar Ko
Oh Sach Kehti Hoon Sare Sansar Ko
Sare Sansar Ko
Kisi Aur Ko Na Dekhna Gawara
Kisi Aur Ko Na Dekhna Gawara
Yaar Vichon Rabb Diseya, Oh Rabb Diseya
Yaar Vichon Rabb Diseya.
Rabb Rooth Jaaye Yaar Kabhi Roothe Naa
Rabb Rooth Jaave Yaar Kabhi Roothe Naa
Dori Ishq Wali Fidaa Kabhi Toote Naa
Dori Ishq Wali Fidaa Kabhi Toote Naa
Fidaa Kabhi Toote Naa
Meri Kashti Ko Dega Woh Kinara
Meri Kashti Ko Dega Woh Kinara
Yaar Wichon Rab Diseya, Oh Rab Diseya
Yaar Wichon Rab Diseya.
